Skip to main content

Posts

Showing posts with the label inqlaab

marna Behtar Aese Jeene Se

Izat Se Ji Na Payen To Mar Jana Chahiye

Matti pe tarpata raha ghraeeb ka laasha

Matti pe tarpata raha ghraeeb ka laasha Aur Meh ve tamasha khari rangers rahi sari Lagta hay k wo majma e islam nahi tha Majmay main khara koi muslaman nahi tha Mujrim he sahi sahib e Emaan tha aakhir Kafir bhi ho to phir bhi wo insan tha aakhir Arsh e Bareen larza hay koi shor bapa hay Maula ki adalat main kisi Maa ki sada hay Ro r ka falak kehta raha Ehl e Zameen ko Ye zulam gawara nahi yasrab k Ameen ko Kis simat se aata hua Maula ka qehar ho Kaya ilm k kis haal main esshab ki sehar ho