Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Roman poetry

Tumse Pehle Main Kitna Muskarati Thi - Romantic Urdu Poem

Mere Dil Per badal Ki tarah Chaa Jatay Ho Tum

Mere Qareeb To Aao Buhat Udaas Hon Main

Mohabbat Khawab Hoti hay Mohabbat Baat Hoti Hay

jahan Raat Kabhi Soi na Ho jahan Subah kabhi Roi Na Ho -Designed Ghazal

Naam le Le K Mera Shehar Ki Nazron Main Naa Aa

Bhol Gaye Afsane Kitne -Bikhre Khuwab Suhane Kitne

Bhol Gaye Afsane Kitne -Bikhre Khuwab Suhane Kitne Do Ankhen Hain Sagar Teri-Un Mein Hain MeKhane Kitne Saqi Ne Jab Aankh Milae-Toot Gaye Pemane Kitne Shama To Ik Raat Jali Thi-Jal Gaye The Parwane Kitne Apno Ki Tum Baat Na Chero-Apne Hain Begane Kitne Jangal Jangal Ronaq Dekhi-Shehron Mein Weran E Kitne Mujh Ko Mujh Se Chen K Tora-Ab Bantay Ho Anjane Kitne

Jab Log Juda Ho Jatay Hain

Jab Log Juda Ho Jatay Hain Sab Ehad Wafa Ho Jatay Hain Jab NIyat Main Fatoor sa HO Sab Amal GUnah Ho Jatay HAin Jab Tere Baray Main Sochtay Hain Sab Lafaz Dua Ho Jatay Hain Jab Ghurbat Dar Pay Dastak De Sab Yaar Khafa Ho Jatay Hain Jab Waqt Dikhata Hay Aankhen Sultan Gada Ho Jatay Hain Tu Jab Bhi Mere Sath Na Ho Tehwar Saza HO Jatay Hain Jab Nafrat Lafzon Main Utray Tab Apne Juda Ho JAtay Hain Ye Duniya Hay Ae Mere Dost Yahan Insan Khuda Ho Jatay HAin

Dil BEhal Jaye To Chor Detay Hain Log

Dil BEhal Jaye To Chor Detay Hain Log KOi Aur Mil Jaye TO Chor Detay Hain Log Chaar Din KI Chandni Ki Qadar Karna Dosto Chandni Dhal Jaye To Chor Detay Hain Log Qasmain To Khatay Hain Log Sada Saath Jeene Ki Zehan Badal Jaye To Chor Detay Hain Log Din Badal Jayen To Jazbat Badal Jatay Hain Halat Badal Jaye To Chor Detay Hain Log Log Mohabbat Karte Hain Matlab K Liye Matlab Nikal Jaye To Chor Detay Hain Log

Ye thora sa jivan adhura sa mausam

Ye Thora Sa Jevaan Adhura sa Mausam YE Rangon Ki chahat, Ghulabon Ki Hasrat YE Roshan Sawere, Ye Madham Andhere Kisi Roz Taha Milo To BAtayen Khaalon Ki Rahen, Chamakti Nigahen Wafayen Nibhana, Adayen Dikhana Ye Ek Silsala Hay, Magar Fasla Hay Agar Jaan Jao To Ehsah Rakhna, Esay Raaz Rakhna Karo Aik Waada, Banao Irada Mulaqat Karlo, Wohi Baat Karlo Kisi Roz Tanha MIlo To Batayen Hamaro Muhabbat Tumhari Wafayen