Skip to main content

Aesi apni wife ho (Funny Urdu Poetry Card)

Aesi apni wife ho (Funny Urdu Poetry Card)


AESI APNI WIFE HOOOOO 
Aesi apni wife ho... 
5'9'' jiss ki height ho, 
Jeans jiss ki tight ho, 
Chehra jiss ka bright ho, 
Weight mein thori light ho, 
Umar mein difference slight ho, 
Thori si wo quite ho, 
Aesi apni wife ho... 
Sarak pay sab kahain kya cute hai, 
Bheer mein sab kahain side ho, side ho, 
Punjab ki paidaish ho, 
Saas ki Khidmat jiss ki khwahish ho, 
Aesi apni wife ho... 
Parosi se jab baat karay tau 
haath main uskay knife ho, 
Dinner candle light ho, 
Dono mein na kabhi fight ho, 
Milnay say dil delight ho, 
Kaash yeh concept 0.01% bhi right ho, 
Agar aesi apni wife ho, 
Tau kya haseen life ho, 
Her kisi ki yeh farma'ish ho, 
Kudrat ki bhi yeh azma'ish ho, 
Ae kaash kahain tau aesi paidaish ho, 
Aesi apni wife ho, Aesi apni wife ho.. Ah....aaaah

Comments

Popular posts from this blog

Sazaa-e-husn-e-paraasti - Firaq Gorakhpuri

 Sazaa-e-husn-e-paraasti bajaa, bajaa bhi nahin Ki jurm-e-ishq butaan hai buraa, buraa bhi nahin Kisi ko kya na milaa zindagi mein waa-e-naseeb Humaare haath bas ik dil rahaa, rahaa bhi nahin Udhar qadam bhi uthaanye de bad-dimaagi-e-ishq Hum aison par dar-e-Jannat khulaa, khulaa bhi nahin Nazar farebi-e-tahreer le udi mujhko Sirey se naama-e-jaanan padha, padha bhi nahin Tamaam shokhi-e-raftaar teri raahguzar Qadam ka naksh kuchh aisa utha, utha bhi nahin Wo jaise hai hi nahin is adaa se saamne hai Agar kahoon ki mujhse khafa, khafa bhi nahin Hum usko dekh ke bhi aah kis tarah dekhein Nazaara-e-rukh-e-jaanan hua, hua bhi nahin Nigaah-e-naaz se sun ke dil udaas hua Agar kahein ke kuchh usne kahaa, kahaa bhi nahin Jamaan-maqaan ka ye parda hijaab-e-aqbar hai Hazaar baar ye parda utha, utha bhi nahin Bas ik nigaah ki parchhiyaan baqaa-o-fanaa Baqaa, Baqaa bhi nahin hai, fanaa, fanaa bhi nahin Jisye muaamla-e-husn-o-ishq kahte hain Hazaar baar ye jhagda chukaa, chukaa bhi nahin Wo aan...

(Bang-e-Dra-126) Traduction Fran�aise: Pri�re

Dua Prayer Pri�re Ya Rab! Dil-e-Muslim Ko Woh Zinda Tamana De Jo Qalb Ko Garma De, Jo Rooh Ko Tarpa De Lord, fill the Muslim�s heart with a desire so fervent That it will set his heart aflame and stir his soul. � Allah ! Habilite le c�ur des Musulmans de ce d�sir ardent qui emballe le c�ur et qui violente l'�me. Phir Wadi-e-Faran Ke Har Zarre Ko Chamka De Phir Shauq-e-Tamasha De, Phir Zauq-e-Taqaza Light up again every speck of dust in the Valley of Faran. Make us long again for beautiful sights, and create in us the urge to make demands. Ensuite fait briller chaque particule de La vall�e de Faran.  Puis donne nous la curiosit� voir et exhorte nous � te solliciter. Mehroom-e-Tamasha Ko Phir Dida-e-Beena De Dekha Hai Jo Kuch Mein Ne Auron Ko Bhi Dikhla De Give piercing vision to those deprived of sight, and show to others what I have seen. A ceux qui ne peuvent pas voir, donne leur la capacit� de voir(comprendre) Que ce que j'ai vu d'autres puissent le voir aussi.  Bhatke Hu...

Lagta Hai