Skip to main content

Romantic love poetry sms in urdu



We Have huge collection of Romantic Love sms in Urdu for Friends, Girlfriends, etc with beautiful image. you can send these messages to your lover friends on Facebook, Twitter, StumbleUpon etc.

 

Romantic love poetry sms in Urdu

  • Kuch Sochun To Aap ka Khayaal Aa Jaata Hai.
    Kuch Bolun To Aap ka Naam Aa Jaata Hai.
    Kub Tak Chupaau Dil Ki Baat.
    Aap ki Her Adda Per Hum ko Pyaar Aa Jaata Hay.
  • Dekha Jub Tujh ko Pehli Baar To Ashiq Ho Gaye.
    Jaane Kese Tere Neno Mein Shaamil Ho Gaye.
    Tujh ko To Parwaah Nahi Maggar Hum Teri Be rukhi Say Ghayyal Ho Gaye.
  • Dil Ki Dhadkan Say Teri Aawaaz Aaati He,
    Meri Her Saans Say Teri Aawaz Aati He.
    Na Jaane Kiya Ho Gaya Hay Mujhe,
    Mein Baat Karta Hun Teri Aawaz Aati He.
  • Chaahat Teri Pehchaan Hai Meri,
    Muhabbat Teri Shaan Hai Meri.
    Ho kay Judda Tujh se Kiya Reh Paun ga,
    Tu To Aaakhir Jaan hai Meri.
  • Sheeshe main dikhti Aaap ki parchaai,
    kehti he hum say ki Aaap ho sharmaai.
    yeh kesi he ruswaayi,
    Mann karta he thaam lun Aaap ki kalaai,
    kiyun ki aub to sahi jaaye na ye judai.
  • Duniya jisse neend kehti hay,
    Jaane woh kiya cheez hoti he.
    Aaankhe to hum bhi bund karte hein,
    Aur wo Aaap se milne ki tarkeeb hoti he.
  • Aaaj socha ke sms kiya bhejun,
    Aaap muskuraye aisa peghaam kiya bhejun.
    koi phool to mujhe maloom nahin,
    jo khud gulshn ho use ghulaab kiya bhejun.
  • Sapne the, sapno kay Aap sahil huye,
    Na jaane kese hum Aap ke payaar ke kabil huye,
    Karzdaar rahen ge hum uss haseen pal ke,
    Jub Aaap hamaari zindagi main shamil huye.
  • Kon kehta he dil paggal he,
    Pagal pun to sirf ik bahaana he.
    ik bar hans ker muskura ker to dekho,
    Ye paggal tumhaara deewaana hay.
  • Yeh waqt lamhe guzar jayen gay,
    Zindgi main kuch kho ker kuch payen ge.
    Aaaj hum yahan hein kul door chale jayen ge,
    Per wada raha roz inbox main zaroor Aaayen ge.
  • Payaar mein Kuch Kuch Hota He,
    Payaar mein Dil To Paggal Hay.
    Payaar mein Kabhi Khushi Kabhi Ghum,
    Payaar ik aisi Paheli he jo Na Tum Jaano Na Hum.

Comments

Popular posts from this blog

Sazaa-e-husn-e-paraasti - Firaq Gorakhpuri

 Sazaa-e-husn-e-paraasti bajaa, bajaa bhi nahin Ki jurm-e-ishq butaan hai buraa, buraa bhi nahin Kisi ko kya na milaa zindagi mein waa-e-naseeb Humaare haath bas ik dil rahaa, rahaa bhi nahin Udhar qadam bhi uthaanye de bad-dimaagi-e-ishq Hum aison par dar-e-Jannat khulaa, khulaa bhi nahin Nazar farebi-e-tahreer le udi mujhko Sirey se naama-e-jaanan padha, padha bhi nahin Tamaam shokhi-e-raftaar teri raahguzar Qadam ka naksh kuchh aisa utha, utha bhi nahin Wo jaise hai hi nahin is adaa se saamne hai Agar kahoon ki mujhse khafa, khafa bhi nahin Hum usko dekh ke bhi aah kis tarah dekhein Nazaara-e-rukh-e-jaanan hua, hua bhi nahin Nigaah-e-naaz se sun ke dil udaas hua Agar kahein ke kuchh usne kahaa, kahaa bhi nahin Jamaan-maqaan ka ye parda hijaab-e-aqbar hai Hazaar baar ye parda utha, utha bhi nahin Bas ik nigaah ki parchhiyaan baqaa-o-fanaa Baqaa, Baqaa bhi nahin hai, fanaa, fanaa bhi nahin Jisye muaamla-e-husn-o-ishq kahte hain Hazaar baar ye jhagda chukaa, chukaa bhi nahin Wo aan...

(Bang-e-Dra-126) Traduction Fran�aise: Pri�re

Dua Prayer Pri�re Ya Rab! Dil-e-Muslim Ko Woh Zinda Tamana De Jo Qalb Ko Garma De, Jo Rooh Ko Tarpa De Lord, fill the Muslim�s heart with a desire so fervent That it will set his heart aflame and stir his soul. � Allah ! Habilite le c�ur des Musulmans de ce d�sir ardent qui emballe le c�ur et qui violente l'�me. Phir Wadi-e-Faran Ke Har Zarre Ko Chamka De Phir Shauq-e-Tamasha De, Phir Zauq-e-Taqaza Light up again every speck of dust in the Valley of Faran. Make us long again for beautiful sights, and create in us the urge to make demands. Ensuite fait briller chaque particule de La vall�e de Faran.  Puis donne nous la curiosit� voir et exhorte nous � te solliciter. Mehroom-e-Tamasha Ko Phir Dida-e-Beena De Dekha Hai Jo Kuch Mein Ne Auron Ko Bhi Dikhla De Give piercing vision to those deprived of sight, and show to others what I have seen. A ceux qui ne peuvent pas voir, donne leur la capacit� de voir(comprendre) Que ce que j'ai vu d'autres puissent le voir aussi.  Bhatke Hu...

Lagta Hai