Skip to main content

Love shayari sms in hindi 160 words

Love Shayari sms with image
Here is a collection of Love sms in Hindi for Lover, Best friend. All the messages are beautiful and sweet. must read and share to every love and best friend.

love shayari sms in hindi 160 words

  • Phoool bina....Khushboo bekaaar,
    Chaand bina....Chaandni bekaaar,
    Pyaar bina.....Zindagi bekaaar,
    Mere sms bina.....Tumhaara MOBILE bekaaar.
  • Dil ki batain Aaakhon say kahi jaati hain,
    Bol dhadkan say sune jaate hain,
    Aaap to naadan hain jo saaf sunna chaahte hain,
    Ishq kay jazbaat to sirf mehsoos kiye jaate hain�
  • Door hote huye bhi pyaar ka rishta nibhaate ho tum,
    Na jaane kese dil ko lubhaate ho tum,
    Yea kiya jaadoo he tumhaari dosti ka,
    Jo dil ko itna yaaad aaate ho tum.
  • Badi gehrai say chaaha hai tujhe,
    Badi duaon say paaya hy tujhe,
    Tujhe bhulaane ki sochun bhi to kese,
    Kismat ki lakiron say churaaya hy tujhe.
  • Yeh dil pyaar kay qaabil na raha,
    Koi bhi izhaar kay qaabil na raha,
    Is dil mein bus gayi dosti Aaap ki,
    Ab tu chaand bhi deedar kay kabil na raha.
  • Aaap jub samne say gujara jaate hy,
    Arman dil kay ubar jaate hain,
    Dekh ker Aap ki pyaari soorat,
    Sahme huye phool bhi nikhar jaate hain
  • HUM SaY DOOR JAO GAY KESE,
    HUM KO BHOOL PAO GAY KESE,
    HUM TO BASTE HEIN AAP KI SANSSO MEIN,
    APNI SANSO KO ROK PAAO GAY KESE,
    I Miss U
  • Khusi Aaap ke liye gum mere liye,
    Zindagai Aaap ke liye maut mere liye,
    Muskuraana Aaap ke liye Aansu mere liye
    Sub kuchh Aaap Ke liye Aaap mere liye�
  • Kuch Chehray Bhulaaye Nahi Jaate.
    Kuch Naam Dil Say Mitaaye Nahi Jaate.
    Mulaaqat Ho Na ho..Lekin ae Dost,�
    Pyaar kay Chiraag Kabhi Bhujaye Nahi Jaate.
  • Aaansuon ko yun hi tum ponchhte jaao gay,
    Yaadon mein meri tum yun hi doobte jaao ge,
    Chhah ker bhi na hata paao ge tasveer dil say
    Inn Aankhon mein chhupi tadap say tadap jaao ge�

Comments

Popular posts from this blog

Sazaa-e-husn-e-paraasti - Firaq Gorakhpuri

 Sazaa-e-husn-e-paraasti bajaa, bajaa bhi nahin Ki jurm-e-ishq butaan hai buraa, buraa bhi nahin Kisi ko kya na milaa zindagi mein waa-e-naseeb Humaare haath bas ik dil rahaa, rahaa bhi nahin Udhar qadam bhi uthaanye de bad-dimaagi-e-ishq Hum aison par dar-e-Jannat khulaa, khulaa bhi nahin Nazar farebi-e-tahreer le udi mujhko Sirey se naama-e-jaanan padha, padha bhi nahin Tamaam shokhi-e-raftaar teri raahguzar Qadam ka naksh kuchh aisa utha, utha bhi nahin Wo jaise hai hi nahin is adaa se saamne hai Agar kahoon ki mujhse khafa, khafa bhi nahin Hum usko dekh ke bhi aah kis tarah dekhein Nazaara-e-rukh-e-jaanan hua, hua bhi nahin Nigaah-e-naaz se sun ke dil udaas hua Agar kahein ke kuchh usne kahaa, kahaa bhi nahin Jamaan-maqaan ka ye parda hijaab-e-aqbar hai Hazaar baar ye parda utha, utha bhi nahin Bas ik nigaah ki parchhiyaan baqaa-o-fanaa Baqaa, Baqaa bhi nahin hai, fanaa, fanaa bhi nahin Jisye muaamla-e-husn-o-ishq kahte hain Hazaar baar ye jhagda chukaa, chukaa bhi nahin Wo aan...

(Bang-e-Dra-126) Traduction Fran�aise: Pri�re

Dua Prayer Pri�re Ya Rab! Dil-e-Muslim Ko Woh Zinda Tamana De Jo Qalb Ko Garma De, Jo Rooh Ko Tarpa De Lord, fill the Muslim�s heart with a desire so fervent That it will set his heart aflame and stir his soul. � Allah ! Habilite le c�ur des Musulmans de ce d�sir ardent qui emballe le c�ur et qui violente l'�me. Phir Wadi-e-Faran Ke Har Zarre Ko Chamka De Phir Shauq-e-Tamasha De, Phir Zauq-e-Taqaza Light up again every speck of dust in the Valley of Faran. Make us long again for beautiful sights, and create in us the urge to make demands. Ensuite fait briller chaque particule de La vall�e de Faran.  Puis donne nous la curiosit� voir et exhorte nous � te solliciter. Mehroom-e-Tamasha Ko Phir Dida-e-Beena De Dekha Hai Jo Kuch Mein Ne Auron Ko Bhi Dikhla De Give piercing vision to those deprived of sight, and show to others what I have seen. A ceux qui ne peuvent pas voir, donne leur la capacit� de voir(comprendre) Que ce que j'ai vu d'autres puissent le voir aussi.  Bhatke Hu...

Lagta Hai