Skip to main content

Love shayari in hindi for girlfriend 120 words



Here is a collection of Love Shayari sms with Beautiful Photo. if you are Searching for this you can read here at least 12 messages about Love shayari. and you can send these sms with beautiful Photo to your best friend on Facebook, Google plus, StumbleUpon etc.

 

Love shayari in Hindi for girlfriend 120 words

  • Jindagi mein aik pul sukoon na paaya,
    Duniya ki is bheed mein khud ko tanha paaya,
    Tere diye jakhmon ko pyaaar samjhte rahe,
    Tere isi bh00lawe kay peeche aur kisi say dil na lagaaya.
  • Jindgi jakhmon say bhari hy,
    Waqt ko malham banaana seekho,
    Haarna to hy maut kay saamne,
    Filhaal jindgi say jitna seekh lo.
  • Jindagi mein kuch na mila hum ko,
    To kiya gham hy Aaap ka SMS mila ye kiya kum hai?
    Aaap ke mobile mein aik choti si jaggah jo
    Paa lun to wo jagah Taj Mehal say kiya kum hai?
  • Na mandir, na bhagwaaan, na pooja na insaan,
    Her roj subah hota hy hamaara sub se pehle kaam�
    Aik pyaara sa SMS hamaare pyaare say dost ke naam.
  • Her din dua krte hein,
    Mere Dost ki subah din khooshabu say mehak jaaye,
    Aur us mehak kay ehsaas say hamaara
    Din bhi gujjar jaaye :)
  • Chaandni raat hy, taaro ki baraat hy,
    Kitne khushnaseeeb hein wo
    Jo is haseen pul mein Aaap ke saath hein.
  • Jub tum haste ho to lagta hy ki
    Insaan pehle bundar tha, dekho gussa mut hona kiyon ke,
    Jub tum gussa hote ho to lagta hy,
    Ki insaan Aaaj bhi bundar hy.
  • Ye dil pyaar kay kaabil na raha,
    Koi bhi intajaaar kay kaabil na raha,
    Is dil mein bus gayi dosti Aaap ki
    Aub to chaand bhi deedaaar kay kaabil na raha.
  • Yaado say dil bharta nahi,
    Dil say yaade nikltti nai,
    Ye kesi majboori he ki Aaap ko
    Yaad kare bina chain padta nahin.
  • Ye meri Mohabbbat ka kus00r hy,
    Ki Aaaj wo mujh say door hai,
    Had say jiyaada chaahta hun us ko,
    Ye he meri sub say badi bhool hai.
  • Yun to her phool mein madhuras nahin hota,
    Chaand bhi kabhi chaandni kay paas nahin hota,
    Jee chaahta hy tum say dosti ker lun,
    Maggar her shakhs per aitbaar nahin hota.
  • Yaaro ye duniya hy bedarrdo ki,
    Yahan her raaz chupaana pedta hy,
    Dil mein hy laakho jakhum,
    Phir bhi mehfil mein to muskuraana pedta hai..
  • Ph00lon nay amrit ka jaam bheja hy,
    Taaro nay gagan say salaam bheja hy,
    Her khushi mubaarak ho Aaap ko,
    Ham nay sachche dil say ye peghaam bheja hy

Comments

Popular posts from this blog

Sazaa-e-husn-e-paraasti - Firaq Gorakhpuri

 Sazaa-e-husn-e-paraasti bajaa, bajaa bhi nahin Ki jurm-e-ishq butaan hai buraa, buraa bhi nahin Kisi ko kya na milaa zindagi mein waa-e-naseeb Humaare haath bas ik dil rahaa, rahaa bhi nahin Udhar qadam bhi uthaanye de bad-dimaagi-e-ishq Hum aison par dar-e-Jannat khulaa, khulaa bhi nahin Nazar farebi-e-tahreer le udi mujhko Sirey se naama-e-jaanan padha, padha bhi nahin Tamaam shokhi-e-raftaar teri raahguzar Qadam ka naksh kuchh aisa utha, utha bhi nahin Wo jaise hai hi nahin is adaa se saamne hai Agar kahoon ki mujhse khafa, khafa bhi nahin Hum usko dekh ke bhi aah kis tarah dekhein Nazaara-e-rukh-e-jaanan hua, hua bhi nahin Nigaah-e-naaz se sun ke dil udaas hua Agar kahein ke kuchh usne kahaa, kahaa bhi nahin Jamaan-maqaan ka ye parda hijaab-e-aqbar hai Hazaar baar ye parda utha, utha bhi nahin Bas ik nigaah ki parchhiyaan baqaa-o-fanaa Baqaa, Baqaa bhi nahin hai, fanaa, fanaa bhi nahin Jisye muaamla-e-husn-o-ishq kahte hain Hazaar baar ye jhagda chukaa, chukaa bhi nahin Wo aan...

(Bang-e-Dra-126) Traduction Fran�aise: Pri�re

Dua Prayer Pri�re Ya Rab! Dil-e-Muslim Ko Woh Zinda Tamana De Jo Qalb Ko Garma De, Jo Rooh Ko Tarpa De Lord, fill the Muslim�s heart with a desire so fervent That it will set his heart aflame and stir his soul. � Allah ! Habilite le c�ur des Musulmans de ce d�sir ardent qui emballe le c�ur et qui violente l'�me. Phir Wadi-e-Faran Ke Har Zarre Ko Chamka De Phir Shauq-e-Tamasha De, Phir Zauq-e-Taqaza Light up again every speck of dust in the Valley of Faran. Make us long again for beautiful sights, and create in us the urge to make demands. Ensuite fait briller chaque particule de La vall�e de Faran.  Puis donne nous la curiosit� voir et exhorte nous � te solliciter. Mehroom-e-Tamasha Ko Phir Dida-e-Beena De Dekha Hai Jo Kuch Mein Ne Auron Ko Bhi Dikhla De Give piercing vision to those deprived of sight, and show to others what I have seen. A ceux qui ne peuvent pas voir, donne leur la capacit� de voir(comprendre) Que ce que j'ai vu d'autres puissent le voir aussi.  Bhatke Hu...

Lagta Hai