Skip to main content

Jokes of santa banta in hindi

Jokes of santa banta in hindi

Hum tumhen pyaaar krte hain itna,
Tum ko kiya pata kitna,
Baarish aggar hoti hy bahir,
Such kehta hun,
dekh lo paani ki boond hy jitna�
I Love you Cute Heart.

- - - ->

Aap ki Aankh say gehra he meri rooh ka zakham
Aap kia such sakien ge meri tanhaie ko
main tu dam toor raha tha magar afsurda hayaat
khud chali Aayi meri hawsala afzai ko
lazat-e-gham ke siwa teri nigaahon ke baghair
kon samjhta hy meri gham ki gehrai ko

 - - - ->

Milen ge milate rahen ge,
Dosti ki yaad dilaate rahen ge,
Taaj mehal to mehnga pade ga,
Mumtaaj banate rahenge.

- - - ->

Majbooriyo Ko Hum Aankho Mein Chupa Lete Hain,
Hum Kaha Rote Hain Halaat Rula Dete Hain,
Hum To Her Pal Yaad Krte Hain Aap ko,
Per Aap Yaad Na Karne Ka ilzaam Laga Dete Hain�

- - - ->

baadal kitne khush naseeb hain,,
door reh kar bhi jameen per baraste hai,
hum kitne bad naseeb hain,
paas reh kar bhi milne ko taraste hain...

Comments

Popular posts from this blog

Sazaa-e-husn-e-paraasti - Firaq Gorakhpuri

 Sazaa-e-husn-e-paraasti bajaa, bajaa bhi nahin Ki jurm-e-ishq butaan hai buraa, buraa bhi nahin Kisi ko kya na milaa zindagi mein waa-e-naseeb Humaare haath bas ik dil rahaa, rahaa bhi nahin Udhar qadam bhi uthaanye de bad-dimaagi-e-ishq Hum aison par dar-e-Jannat khulaa, khulaa bhi nahin Nazar farebi-e-tahreer le udi mujhko Sirey se naama-e-jaanan padha, padha bhi nahin Tamaam shokhi-e-raftaar teri raahguzar Qadam ka naksh kuchh aisa utha, utha bhi nahin Wo jaise hai hi nahin is adaa se saamne hai Agar kahoon ki mujhse khafa, khafa bhi nahin Hum usko dekh ke bhi aah kis tarah dekhein Nazaara-e-rukh-e-jaanan hua, hua bhi nahin Nigaah-e-naaz se sun ke dil udaas hua Agar kahein ke kuchh usne kahaa, kahaa bhi nahin Jamaan-maqaan ka ye parda hijaab-e-aqbar hai Hazaar baar ye parda utha, utha bhi nahin Bas ik nigaah ki parchhiyaan baqaa-o-fanaa Baqaa, Baqaa bhi nahin hai, fanaa, fanaa bhi nahin Jisye muaamla-e-husn-o-ishq kahte hain Hazaar baar ye jhagda chukaa, chukaa bhi nahin Wo aan...

(Bang-e-Dra-126) Traduction Fran�aise: Pri�re

Dua Prayer Pri�re Ya Rab! Dil-e-Muslim Ko Woh Zinda Tamana De Jo Qalb Ko Garma De, Jo Rooh Ko Tarpa De Lord, fill the Muslim�s heart with a desire so fervent That it will set his heart aflame and stir his soul. � Allah ! Habilite le c�ur des Musulmans de ce d�sir ardent qui emballe le c�ur et qui violente l'�me. Phir Wadi-e-Faran Ke Har Zarre Ko Chamka De Phir Shauq-e-Tamasha De, Phir Zauq-e-Taqaza Light up again every speck of dust in the Valley of Faran. Make us long again for beautiful sights, and create in us the urge to make demands. Ensuite fait briller chaque particule de La vall�e de Faran.  Puis donne nous la curiosit� voir et exhorte nous � te solliciter. Mehroom-e-Tamasha Ko Phir Dida-e-Beena De Dekha Hai Jo Kuch Mein Ne Auron Ko Bhi Dikhla De Give piercing vision to those deprived of sight, and show to others what I have seen. A ceux qui ne peuvent pas voir, donne leur la capacit� de voir(comprendre) Que ce que j'ai vu d'autres puissent le voir aussi.  Bhatke Hu...

Lagta Hai