Nau-bahaar ast-o-gul-o-mausam-e-eid aye saqi
Baada-nosh-o-guzaar az waada-o-wa-eid aye saqi
(Eid hai, mausam-e-gul ki faza hai aye saqi
Chord ye waade, utha jaam, pilaa aye saqi)
Hasil az umr nadaarad bajuz az hasrat-e-dard
Har ke eid ast ze maikhaana baeed aye saqi
(Terey maikhane se kya us ko milaa aye saqi
Eid ke roz bhi jo pee na saka aye saqi)
Gasht paimaana choon tasbeeh rawaan dar kaf-e-shaikh
Ta ze laa�la to yak jurr�aa chasheed aye saqi
(Shaikh ke haath mein hai soorat-e-tasbeeh rawaan
Terey lab ne usey kya jaam diya hai saaqi)
Roz-e-mahshar nabood haich hisaabash bayqeen
Hark e dar koi mughaan ghasht shaheed aye saqi
(Kya ajaab aur sawaab us ke liye roz-e-hisaab
Wo jo maikhaaney mein jaan de ke utha aye saqi)
Baaraha karda ba-dam tauba zamee baaz maraa
Chashm-e-mast to maikhana kaseed aye saqi
(Kar ke tauba main chala aaya tha maikhane mein
Terey mast aankhon ne phir kheench liya aye saqi)
Terey mast aankhon ne phir kheench liya aye saqi)
~ �Tooti-e-Hind� Hazrat Amir Khusro Dehalvi Chishti Nizami R.A.
Comments
Post a Comment