Skip to main content

Posts

Showing posts from January, 2009

Moko Kahaan Dundhe Re Bande - Kabir

???? ???? ????? ?? ????? ??? ?? ???? ??? ??? ?? ???? ??? , ?? ???? ??? ?? ????? ????? ??? ?? ?????? ??? , ?? ?????? ??? ?? ???? ????? ??? ??? ?? ???? ??? ??? ????? ??? ?? ???? ??? ??? ?? ??? ?? ??? , ?? ??? ?? ??? ?? ??? ??? ???? ??? ?? ??? ?????? ??? ??? ???? ???? ??? ?????? ??? ???? ????? ??? ???? ???? ??? ?? ?????????? ???? ??? ?? ??? ??????? ????? ???? ??? ???? ????? ?? ?????? ??? ???? ??? ???? ??? ???? ?? ?? ?? ???? ??? ??? ???? ???? ??? ???? ??? ?? ??? ??????? ??? Moko Kahan Dhundhere Bande Mein To Tere Paas Mein Na Teerath Mein, Na Moorat Mein Na Ekant Niwas Mein Na Mandir Mein, Na Masjid Mein Na Kabe Kailas Mein Main To Tere Paas Mein Bande Mein To Tere Paas Mein Na Main Jap Mein, Na Main Tap Mein Na Mein Barat Upaas Mein Na Main Kiriya Karm Mein Rehta Nahin Jog Sanyas Mein Nahin Pran Mein Nahin Pind Mein Na Brahmand Akas Mein Na Mein Prakuti Prawar Gufa Mein Nahin Swasan Ki Swans Mein Khoji Hoye Turat Mil Jaoon Ik Pal Ki Talas Mein Kahat Kabir Suno Bhai Sadho Mein To Hun Viswa

Khuda Jaane Kahaan Se - Kalaam Hazrat Bedam Shah Warsi

Khuda jane kahan se jalwaye jana kahan tak hai Wahin tak dekh sakta hai nazar jiski jahan tak hai Only God knows the limits of inifinte His Kingdom Humans know to the confines of their finite mind Hum itni bhi na samjhe aql khoi dil gawan baithe Ke husn o ishq ki duniya kahan se hai kahan tak hai I lost my mind and heart I could not figure out Where the world of beauty and love begins- and where it ends Zameen se aasman tak ek sannate ka aalam hai Naheen maalum mere dil ki viraani kahaan tak hai From earth to sky stretches an eerie wilderness I kow not the extent of the ruinsthe desolation of my heart Zameen se aasman tak aasman se la makan tak hai Khuda jane hamare ishq ki duniya kahan tak hai From the earth to the empyreanfrom the sky to placelessness Only He knows the expanse of the hearts universe Niyaz o naaz ki rudad husn o ishq ka qissa Ye jo kuchh bhi hai sab unki hamari dastan tak hai The stories of beauty of love Whatever there is in the world, is the storyof our love Khayal

Gunahgaar Hoon Main -Ameer Meenai

Guzishtaa khaak nasheenon ki yaadgaar hoon main, Mitaa huaa saa nishaan-e-sar-e-mazaar hoon main. Nigaah-e-garm se mujhko na dekh ae dozakh, Khabar nahin tujhe kis ka gunahgaar hoon main. Phir uski shaan-e-karimi ke hausle dekhe, Gunaahgaar yah kah de, gunaahgaar hoon main. Bade maze mein guzarti hai bekhudi mein ameer, Khudaa voh din na dikhaaye ki hoshiyaar hoon main. ~Ameer Meenai

Man Na Manam - Kalaam Hazrat Shah Niyaz Barelvi (R.A.)

Aashiq-e-Be Khabar Manam,  Mann Na Manam , Na Mann Manam,  Arif-e-Baa Hunar Manam,  Mann Na Manam, Na Mann Manam.   I am in Love, lost to the world I am not, Yet, I am, Realized as a soul I am, I am not, Yet, I am    Soze Dil o Jigar Manam,  Vehshat e Pardadar Manam,  Danish e Bakhiya Gar Manam,  Mann Na Manam, Na Mann Manam.   A flame in love, I am,  Restless in solitude, I am,  The all knowing healer,  I am, I am not, Yet, I am.   Husn-o-Jamaal-e-Haq Manam,  Ijz-o-Jalaal-e-Haq Manam,  Hashmat-o-Jaah-o-Far Manam,  Mann Na Manam, Na Mann Manam. The beauty of Truth; Its magnanimity, I am I am its grandeur, It's splendor I am,Yet, I am not   Sufi-e-Baa Safa Manam,  Be Khud-o-Ba Khuda Manam,  Ahl-e-Dil-o-Nazar Manam,  Mann Na Manam, Na Mann Manam. The purest of the pure, I am with him, Yet without him I am, The heart and vision, I am, Yet, I am not Isa-e-Maryami Manam,  Ahmad-e-Hashmi Manam,  Haider-e-Sher-e-Nar Manam,  Mann Na Manam, Na Mann Manam. Mary's Christ, I am, I am, Ahma