Skip to main content

12 Best Designed John Elia 2 Lines Urdu Poetry Images [VOL 1]

John Elia Designed urdu poetry images
If you are interested in urdu adab just a little bit then "John Elia" is a name which does not need any introduction for you. John Elia is not only name of a poet but also it is a name of philosopher, scholar and biographer John Elia's different style of saying poems and verstatile Ghazals makes him distinctive among other Poets. Though there are a lot of Legendary urdu poets such as Javed Iqbal, Asad ullah Khan Ghalib and Mir Taqi Mir, and they delivered much better urdu poetry, but because of his peculiar style John Elia can not be negleted. John born in India and migrated to Pakistan on the occasion of partition. He set to live in karachi. He used to say poems, Ghazals and short urdu poetry. A bulk of john elia poetry images is availabe over internet but we tries to present the rare and best 2 lines poetry by John Elia. There are 12 designed urdu poetry images by John Elia and more is coming soon. So if you are a john elia's fan then it is not less than a gift for you.


Wehsatoon ka baseera hy mujh mein..
Aaj  kal  mujhse  ijtinaab ki jiye ...!!
john elia designed urdu poetry images

Na koi ehad nibha..Na hamnawaai kar..Usey keh do ...Tasalli se bewafai kar...
john elia designed urdu poetry images

Main chaahta hun ke ik haseen ladki..
Mere ishq mein khud kushikar le
john elia designed urdu poetry images
 Main bhi kitna ajeeb hun ..Itna Ajeeb hun ke bs ..Khud ko tabah kar liya..Aur malaal bhi nahi...
john elia designed urdu poetry images
Ik teri baraabri k liye ..Khud ko kitna giraa chuka hun mein
john elia designed urdu poetry images
Aur to kuch nahi kiya mein ne..Bas apni haalat tabaahkar li hy ..
john elia designed urdu poetry images
Soochta hun kabhi kabhi yun hi..Aakhir harj kya tha ..usay manaanay mein..
john elia designed urdu poetry images
Kya sitam hy ke ab teri surat...Ghoor karne pe yaad aati hy..
john elia designed urdu poetry images
Ab ki baar uska hadaf meri ana thi.So sulah ka parcham jala dia mene.
john elia designed urdu poetry images
Daastan khatam hone wali hy ..Tum meri aakhri muhabbat ho..
john elia designed urdu poetry images
Kya kahaa .. ishq jawdani hy ??Aakhri baar mil rahi ho kya ??
john elia designed urdu poetry images
Thi kisi shakhs ki talaash mujhe ..mein ne khud ko hi intekhaab kia..
john elia designed urdu poetry images

Comments

Popular posts from this blog

Sazaa-e-husn-e-paraasti - Firaq Gorakhpuri

 Sazaa-e-husn-e-paraasti bajaa, bajaa bhi nahin Ki jurm-e-ishq butaan hai buraa, buraa bhi nahin Kisi ko kya na milaa zindagi mein waa-e-naseeb Humaare haath bas ik dil rahaa, rahaa bhi nahin Udhar qadam bhi uthaanye de bad-dimaagi-e-ishq Hum aison par dar-e-Jannat khulaa, khulaa bhi nahin Nazar farebi-e-tahreer le udi mujhko Sirey se naama-e-jaanan padha, padha bhi nahin Tamaam shokhi-e-raftaar teri raahguzar Qadam ka naksh kuchh aisa utha, utha bhi nahin Wo jaise hai hi nahin is adaa se saamne hai Agar kahoon ki mujhse khafa, khafa bhi nahin Hum usko dekh ke bhi aah kis tarah dekhein Nazaara-e-rukh-e-jaanan hua, hua bhi nahin Nigaah-e-naaz se sun ke dil udaas hua Agar kahein ke kuchh usne kahaa, kahaa bhi nahin Jamaan-maqaan ka ye parda hijaab-e-aqbar hai Hazaar baar ye parda utha, utha bhi nahin Bas ik nigaah ki parchhiyaan baqaa-o-fanaa Baqaa, Baqaa bhi nahin hai, fanaa, fanaa bhi nahin Jisye muaamla-e-husn-o-ishq kahte hain Hazaar baar ye jhagda chukaa, chukaa bhi nahin Wo aan...

(Bang-e-Dra-126) Traduction Fran�aise: Pri�re

Dua Prayer Pri�re Ya Rab! Dil-e-Muslim Ko Woh Zinda Tamana De Jo Qalb Ko Garma De, Jo Rooh Ko Tarpa De Lord, fill the Muslim�s heart with a desire so fervent That it will set his heart aflame and stir his soul. � Allah ! Habilite le c�ur des Musulmans de ce d�sir ardent qui emballe le c�ur et qui violente l'�me. Phir Wadi-e-Faran Ke Har Zarre Ko Chamka De Phir Shauq-e-Tamasha De, Phir Zauq-e-Taqaza Light up again every speck of dust in the Valley of Faran. Make us long again for beautiful sights, and create in us the urge to make demands. Ensuite fait briller chaque particule de La vall�e de Faran.  Puis donne nous la curiosit� voir et exhorte nous � te solliciter. Mehroom-e-Tamasha Ko Phir Dida-e-Beena De Dekha Hai Jo Kuch Mein Ne Auron Ko Bhi Dikhla De Give piercing vision to those deprived of sight, and show to others what I have seen. A ceux qui ne peuvent pas voir, donne leur la capacit� de voir(comprendre) Que ce que j'ai vu d'autres puissent le voir aussi.  Bhatke Hu...

Lagta Hai