Skip to main content

Love sms in hindi for girlfriend 2013



Here is a collcetion of Love sms in hindi for Girlfriend 2013. these messages you can read and share to every lover friends on Faceook, Twitter, Google plus, Stumbleupon and so on.

 Love SMS Messages for Girlfriend in Hindi 2013
  • Aafansuon ko yun hi tum ponchhte jaao ge
    Yaadon mein meri tum yun hi duubte jaao ge
    Chhahker bhi na hata paao ge tasveeer dil say
    Inn Aankhon mein chhupi tadap say tadap jaao ge�
  • Meri dosti ka andaaza na laga paao ge,
    khud ko bhool jaao ge maggar hum ko na bhool paao ge,
    Aik baar hum say juda ho ker to dekho,
    Qassam tumahaari hamaare bagair jeena bhool jaao ge�
  • Apni her Aik saans teri ghulaam ker rakhi hy,
    logo mein ye zindagi badnaam ker rakhi hai,
    Aaaina bhi nahi ab to kisi kaam ka�
    hamnen to apni parchhaayi bhi sanam tere naam ker rakhi hai�
  • Lamhay judaai kay barkarar karte hein
    halaat mere mujhe laachaar kerte hein
    Aaankhe meri pedh lo kabhi
    ham khud kese kahe ke Aaap say pyaar karte hein �.
  • Kehte hain payaar ki seema nahi hoti
    Yeh to dhoka hy jo sub kehte hain
    Pyaar ki seema honi chaahiye
    Ta ke koi dil kisi aur dil ka na ho jaaye�
  • Toot Jaate hein Bikaar Jate hein
    Kaanch Kay Ghar Hein Muqaddar Apne
    Ajnabi To Sada Pyaar Say Milte Hein
    Bhool Jaate Hein To Aksar Apne..
  • Dil Kay Paas Aaap ka Ghar Bana Liya
    Khawaabo Mein Aaap ko Basa Liya
    Mut Poochho Kitna Chaahte Hein Hum Aaap ko
    Aaap ki Her Khata Ko Apna Mukaddar Bana Liya..
  • Payaar Karte Hein Hum Magar Keh Nahi Sakte
    Dil Say Aapp Ko Bhula Bhi Nahi Sakte
    Kiya Karen Ishq Main Yun
    Tadap Tadap Kay Mar Bhi Nahi Sakte�
  • Khooshi Kay Aaasu Rukne Na Dena
    Ghum Kay Aaasu Behne Na Dena
    Ye Zindagi Na Jaane Kub Ruk Jaaye gi
    Maggar Ye Pyaari Si Relationsip Kabhi Tootne Na Daina�
  • Aaap Khud Nahi Jaanti Aaap Kitni Pyaari Ho,
    Jaan Ho Hamaari Per Jaan Say Pyaari Ho,
    Dooriyon Ke Hone Say Koi Fark Nahi Pedta,
    Aaap Kul Bhi Hamaari Thi Or Aaaj Bhi Hamaari Ho�

Comments

Popular posts from this blog

Sazaa-e-husn-e-paraasti - Firaq Gorakhpuri

 Sazaa-e-husn-e-paraasti bajaa, bajaa bhi nahin Ki jurm-e-ishq butaan hai buraa, buraa bhi nahin Kisi ko kya na milaa zindagi mein waa-e-naseeb Humaare haath bas ik dil rahaa, rahaa bhi nahin Udhar qadam bhi uthaanye de bad-dimaagi-e-ishq Hum aison par dar-e-Jannat khulaa, khulaa bhi nahin Nazar farebi-e-tahreer le udi mujhko Sirey se naama-e-jaanan padha, padha bhi nahin Tamaam shokhi-e-raftaar teri raahguzar Qadam ka naksh kuchh aisa utha, utha bhi nahin Wo jaise hai hi nahin is adaa se saamne hai Agar kahoon ki mujhse khafa, khafa bhi nahin Hum usko dekh ke bhi aah kis tarah dekhein Nazaara-e-rukh-e-jaanan hua, hua bhi nahin Nigaah-e-naaz se sun ke dil udaas hua Agar kahein ke kuchh usne kahaa, kahaa bhi nahin Jamaan-maqaan ka ye parda hijaab-e-aqbar hai Hazaar baar ye parda utha, utha bhi nahin Bas ik nigaah ki parchhiyaan baqaa-o-fanaa Baqaa, Baqaa bhi nahin hai, fanaa, fanaa bhi nahin Jisye muaamla-e-husn-o-ishq kahte hain Hazaar baar ye jhagda chukaa, chukaa bhi nahin Wo aan...

(Bang-e-Dra-126) Traduction Fran�aise: Pri�re

Dua Prayer Pri�re Ya Rab! Dil-e-Muslim Ko Woh Zinda Tamana De Jo Qalb Ko Garma De, Jo Rooh Ko Tarpa De Lord, fill the Muslim�s heart with a desire so fervent That it will set his heart aflame and stir his soul. � Allah ! Habilite le c�ur des Musulmans de ce d�sir ardent qui emballe le c�ur et qui violente l'�me. Phir Wadi-e-Faran Ke Har Zarre Ko Chamka De Phir Shauq-e-Tamasha De, Phir Zauq-e-Taqaza Light up again every speck of dust in the Valley of Faran. Make us long again for beautiful sights, and create in us the urge to make demands. Ensuite fait briller chaque particule de La vall�e de Faran.  Puis donne nous la curiosit� voir et exhorte nous � te solliciter. Mehroom-e-Tamasha Ko Phir Dida-e-Beena De Dekha Hai Jo Kuch Mein Ne Auron Ko Bhi Dikhla De Give piercing vision to those deprived of sight, and show to others what I have seen. A ceux qui ne peuvent pas voir, donne leur la capacit� de voir(comprendre) Que ce que j'ai vu d'autres puissent le voir aussi.  Bhatke Hu...

Lagta Hai