Skip to main content

Love sms in hindi 140 character for girlfriend


Here is a Collection of Love sms in Hindi for Girlfriend. you can read these messages and send to your girlfriend on facebook, Google +, twitter, etc with beautiful image. read and Enjoy

Love sms in hindi 140 character for girlfriend 

Jaub say dekha hai teri Aaankhon main jhaank ker,
koi bhi Aaaina acha nahin lagta,
teri mohabbat main aise hue hain deewaane
tumhe koi aur dekhe to acha nahin lagta.

- - - ->
Kitna bhi chaaho na bhool pao ge,
Kitna bhi chaaho na bhol pao ge
Hum say jitna door jaao nazdeek pao gay,
Humein mita sakte ho to mita do
yaadain meri, magar..
kiya sapno say juda ker pao gay humain.
- - - ->
Itne yakeen say to hum keh nahi sakte,
Ke hum Aap ko yaad rakh payen ge,
Per itna waada jaroor ker sakte hein,
Zindgi main Aaap ko kabhi bhool nahi payen ge�
- - - ->
Dil say kahu aik baat sachchi, hum tum aik hi daal ke panchhi,
Dosti hamaari hogi n kachchi, tere photo say to meri negative achchhi,
- - - ->
Aaap ka Aashiyaana dil main basaaya hai,
Aap ki yaadon ko seene say lagaya he,
pata nahi yaad Aap ki hi kiyo Aaati hai,
dost to ham ne auro ko bhi banaaya hai�.
- - - ->
Yaadon ki parchayi main ab to Aaaye tera hi cehra,
Tu abhi tuk iss baat say hai anjaan mein hun deewaana tera,
Izhaar-e-mohabaat karne to bahot baar socha main ne
Per her baar tere hi aks nay roka hai rastaa mera
- - - ->
Jitna pyaar hai Aaap se,
Us say aur jayaada pane ko jee chaahta he,
Jaane woh kaun si khoobi hai Aaap mein,
Ke har rishta Aaap se banaane ko ji chahta hai�
- - - ->
Tujhko dekha bhi nahi, aur teri Deed kar li.
chaand to nazzar nahi Aaya,
phir bhi humne Eid kar li.
- - - ->
Zindagi kay liye jaan zaroori hy,
Paane ke liye Armaan zaroori hai,
Hamaare paas chahe ho kitna hi gham,
Per Aaap ke chehre per muskaan zaroori hai�!
- - - ->
Mere haathon say gir gayi lakeerein kaheen,
Bhool Aaaye hum apni takdeeren kaheen,
Aggar mile tum ko kahin to utha lena,
Mere hisse ki her khushi apne haathon pay saja lena.

Comments

Popular posts from this blog

Sazaa-e-husn-e-paraasti - Firaq Gorakhpuri

 Sazaa-e-husn-e-paraasti bajaa, bajaa bhi nahin Ki jurm-e-ishq butaan hai buraa, buraa bhi nahin Kisi ko kya na milaa zindagi mein waa-e-naseeb Humaare haath bas ik dil rahaa, rahaa bhi nahin Udhar qadam bhi uthaanye de bad-dimaagi-e-ishq Hum aison par dar-e-Jannat khulaa, khulaa bhi nahin Nazar farebi-e-tahreer le udi mujhko Sirey se naama-e-jaanan padha, padha bhi nahin Tamaam shokhi-e-raftaar teri raahguzar Qadam ka naksh kuchh aisa utha, utha bhi nahin Wo jaise hai hi nahin is adaa se saamne hai Agar kahoon ki mujhse khafa, khafa bhi nahin Hum usko dekh ke bhi aah kis tarah dekhein Nazaara-e-rukh-e-jaanan hua, hua bhi nahin Nigaah-e-naaz se sun ke dil udaas hua Agar kahein ke kuchh usne kahaa, kahaa bhi nahin Jamaan-maqaan ka ye parda hijaab-e-aqbar hai Hazaar baar ye parda utha, utha bhi nahin Bas ik nigaah ki parchhiyaan baqaa-o-fanaa Baqaa, Baqaa bhi nahin hai, fanaa, fanaa bhi nahin Jisye muaamla-e-husn-o-ishq kahte hain Hazaar baar ye jhagda chukaa, chukaa bhi nahin Wo aan...

(Bang-e-Dra-126) Traduction Fran�aise: Pri�re

Dua Prayer Pri�re Ya Rab! Dil-e-Muslim Ko Woh Zinda Tamana De Jo Qalb Ko Garma De, Jo Rooh Ko Tarpa De Lord, fill the Muslim�s heart with a desire so fervent That it will set his heart aflame and stir his soul. � Allah ! Habilite le c�ur des Musulmans de ce d�sir ardent qui emballe le c�ur et qui violente l'�me. Phir Wadi-e-Faran Ke Har Zarre Ko Chamka De Phir Shauq-e-Tamasha De, Phir Zauq-e-Taqaza Light up again every speck of dust in the Valley of Faran. Make us long again for beautiful sights, and create in us the urge to make demands. Ensuite fait briller chaque particule de La vall�e de Faran.  Puis donne nous la curiosit� voir et exhorte nous � te solliciter. Mehroom-e-Tamasha Ko Phir Dida-e-Beena De Dekha Hai Jo Kuch Mein Ne Auron Ko Bhi Dikhla De Give piercing vision to those deprived of sight, and show to others what I have seen. A ceux qui ne peuvent pas voir, donne leur la capacit� de voir(comprendre) Que ce que j'ai vu d'autres puissent le voir aussi.  Bhatke Hu...

Lagta Hai