Skip to main content

Good night sms in hindi for girlfriend 140 character





Here is a Collection of Good Night sms in Hindi for Girlfriend 140 Character. you can read these messages and send on Facebook, Google plus etc. read and share to your lover friends

 

Good night sms in Hindi for girlfriend 140 character

  • Pankhe Pay Latka Huva Sir Khirki Say Tumahe
    Dekhti Aaatma Bed Ke Neeeche Bethi Churail Parde Ke
    Piche Sir Kati Laash In Sab Ki
    Tarraf Dihaan Mut Dena Araam Say Sona Good Nite.
  • Kabhi Aaana hamaare saath,
    aik sapno ki duniya,Aap ko bataayen ge,
    rehna chaaho ge Aaap bhi jahan,
    aisi wo duniya hum dikhaayen ge..
  • Duniya jis say neend kehti hy,
    Jaane wo kiya cheez hoti hy�.
    Aaankhe to hum bhi bund karte hein,
    Per woh un say milne ki tarkeeb hoti hy.
  • Good Night SMS Hindi 140 Character for boyfriend
    Raat ko chupkay se Aaati he aik pari,
    kuch khushiyo ke spne latihai aik parri,
    kehti he sapno ke Aaagosh mein kho jaao
    bhoool ke saregam chupke say so jao. goood night
  • Raat Aaati hy sitaare le ker,
    neend Aaati hy sapne le ker,
    Hamaari dua he kul ki subah Aaye
    Aap ke liye saari khushiyaan le ker. good night
  • Raat Ko Chupke Say Aaati He 1 PARRI,
    Kuch Khushiyon Ke Sapne Laati He Pari,
    Kehti Hai Sapno Ke Aaagosh Mein Kho Jaao,
    Bhul Ke Sare Ghum Chupke Se So Jaao..
    Good Niyt�
  • Hum Neend Ke Shaukeen Ziyaada Tu Nhi Lekin.
    Kuch Khawaab Na Dekhen To Guzaara Nhi Hota.
  • Sitaaro ko bheja hai Aap ko sulaane ke liye,
    Chand Aaya hai lori gaane ke liye,
    So jaao meethe kahwaabo mein,
    Subha sooraj ko bhejun ga Aap ko jagaane ke liye.
  • Juda reh kar bhi wo saatane se baaz nahi Aaate,
    Door reh kar bi wo dil jalaane say baza nahi aate,
    Hum to bhoolna chaate hein un ko,
    Maggar wo khwaabo mein Aaane se b baz nahi Aate
  • Kudrat ke karishmo mein aggar raat na hoti,
    To khawaab mein un say mulaaqat na hoti,
    Wo wada to ker gaye ke Aayen ge khawab mein,
    Maare khushi ke neend na Aaye to kiya karren

Comments

Popular posts from this blog

Sazaa-e-husn-e-paraasti - Firaq Gorakhpuri

 Sazaa-e-husn-e-paraasti bajaa, bajaa bhi nahin Ki jurm-e-ishq butaan hai buraa, buraa bhi nahin Kisi ko kya na milaa zindagi mein waa-e-naseeb Humaare haath bas ik dil rahaa, rahaa bhi nahin Udhar qadam bhi uthaanye de bad-dimaagi-e-ishq Hum aison par dar-e-Jannat khulaa, khulaa bhi nahin Nazar farebi-e-tahreer le udi mujhko Sirey se naama-e-jaanan padha, padha bhi nahin Tamaam shokhi-e-raftaar teri raahguzar Qadam ka naksh kuchh aisa utha, utha bhi nahin Wo jaise hai hi nahin is adaa se saamne hai Agar kahoon ki mujhse khafa, khafa bhi nahin Hum usko dekh ke bhi aah kis tarah dekhein Nazaara-e-rukh-e-jaanan hua, hua bhi nahin Nigaah-e-naaz se sun ke dil udaas hua Agar kahein ke kuchh usne kahaa, kahaa bhi nahin Jamaan-maqaan ka ye parda hijaab-e-aqbar hai Hazaar baar ye parda utha, utha bhi nahin Bas ik nigaah ki parchhiyaan baqaa-o-fanaa Baqaa, Baqaa bhi nahin hai, fanaa, fanaa bhi nahin Jisye muaamla-e-husn-o-ishq kahte hain Hazaar baar ye jhagda chukaa, chukaa bhi nahin Wo aan...

(Bang-e-Dra-126) Traduction Fran�aise: Pri�re

Dua Prayer Pri�re Ya Rab! Dil-e-Muslim Ko Woh Zinda Tamana De Jo Qalb Ko Garma De, Jo Rooh Ko Tarpa De Lord, fill the Muslim�s heart with a desire so fervent That it will set his heart aflame and stir his soul. � Allah ! Habilite le c�ur des Musulmans de ce d�sir ardent qui emballe le c�ur et qui violente l'�me. Phir Wadi-e-Faran Ke Har Zarre Ko Chamka De Phir Shauq-e-Tamasha De, Phir Zauq-e-Taqaza Light up again every speck of dust in the Valley of Faran. Make us long again for beautiful sights, and create in us the urge to make demands. Ensuite fait briller chaque particule de La vall�e de Faran.  Puis donne nous la curiosit� voir et exhorte nous � te solliciter. Mehroom-e-Tamasha Ko Phir Dida-e-Beena De Dekha Hai Jo Kuch Mein Ne Auron Ko Bhi Dikhla De Give piercing vision to those deprived of sight, and show to others what I have seen. A ceux qui ne peuvent pas voir, donne leur la capacit� de voir(comprendre) Que ce que j'ai vu d'autres puissent le voir aussi.  Bhatke Hu...

Lagta Hai