Skip to main content

Good night sms in hindi for friends 120 words



Welcome to Good Night sms messages for friends 120 Words. read and share to every one.

 

Good night sms in Hindi for friends 120 words

  • Pyaare Say Dost Ko Salaam Hamaara
    Din Kesa Raha Ye Sawaal Hamaara
    Kul Phir msg Bhejen ge Ye vada Hamaara
    Per Abhi
    Good Night Ka Pyaara Sa Peghaam Hamara
  • hum kabhi apni say khafa ho nahi sktey
    dosti ke rishty kabhi bewaafa ho nahi sktey
    aub hum ko bhula kar so jaao
    hum tum ko yaad kiye bina so nahi saktey!
    good night  Friend
  • Hum na hote to Aaap kho gaaye hote,
    Apni Jindgi say rusva ho gaye hote!
    Ye to Aaap ko GuD NIGHT kehne,
    Ke liye jaag rahe hain,
    varna hum to kub ke so gaye hote!!!
  • Hein sabhi ko hum se shikaayatein Pr humein kisi say gila nahi,
    Ye us00l hum nay bana liya Na mila karro, Na gila karro.
    /*/*/*/*Gud night*\*\*\
  • Fizza mein mehakti shaaam ho tum,
    Payaar mein jhalakta jaam ho tum,,
    Seene mein chupaaye fhirte hein hum yaadein tumhaari,
    Is liye meri zindagi ka 2sra naam ho tum�.
  • Subah ka S00RAJ jis ko salaam kare Parindon ki AaWAZ jis ko Aaadab kare
    Sub ko KHUSH rakhne waala wo "Rub" Har pul Aap ki KHUSHiYON ka khayaal kare,
    GOOD NIGHT Sweet Dream
  • Kaash Ke Tu Dekh Sakta Raat Ke Is Pehar Mein Mujh ko.
    Kitni Be Dardi Say Teri Yaad Meri Neend Chura Leti Hy.
    Good Night lovely Friend
  • Subah hote hi jub duniya Aabaad hoti hy
    Aaankh khulte hi Aaap ki yaad hoti hy
    Khushiyon kay phool ho Aaap ke Aaanchal mein
    Ye mere honton pay pehli fariyaad hoti hy.
    GooD Morning
  • Hum na hote to aaap kho gayae hote,
    Apni zindgi say ruswwa ho gaye hotte!
    Yeh to Aaap ko GOOD NIGHT kehne,
    Kay liye jaaag rahe hein,
    warna hum to kub ke so gayye hote.

Comments

Popular posts from this blog

Sazaa-e-husn-e-paraasti - Firaq Gorakhpuri

 Sazaa-e-husn-e-paraasti bajaa, bajaa bhi nahin Ki jurm-e-ishq butaan hai buraa, buraa bhi nahin Kisi ko kya na milaa zindagi mein waa-e-naseeb Humaare haath bas ik dil rahaa, rahaa bhi nahin Udhar qadam bhi uthaanye de bad-dimaagi-e-ishq Hum aison par dar-e-Jannat khulaa, khulaa bhi nahin Nazar farebi-e-tahreer le udi mujhko Sirey se naama-e-jaanan padha, padha bhi nahin Tamaam shokhi-e-raftaar teri raahguzar Qadam ka naksh kuchh aisa utha, utha bhi nahin Wo jaise hai hi nahin is adaa se saamne hai Agar kahoon ki mujhse khafa, khafa bhi nahin Hum usko dekh ke bhi aah kis tarah dekhein Nazaara-e-rukh-e-jaanan hua, hua bhi nahin Nigaah-e-naaz se sun ke dil udaas hua Agar kahein ke kuchh usne kahaa, kahaa bhi nahin Jamaan-maqaan ka ye parda hijaab-e-aqbar hai Hazaar baar ye parda utha, utha bhi nahin Bas ik nigaah ki parchhiyaan baqaa-o-fanaa Baqaa, Baqaa bhi nahin hai, fanaa, fanaa bhi nahin Jisye muaamla-e-husn-o-ishq kahte hain Hazaar baar ye jhagda chukaa, chukaa bhi nahin Wo aan...

(Bang-e-Dra-126) Traduction Fran�aise: Pri�re

Dua Prayer Pri�re Ya Rab! Dil-e-Muslim Ko Woh Zinda Tamana De Jo Qalb Ko Garma De, Jo Rooh Ko Tarpa De Lord, fill the Muslim�s heart with a desire so fervent That it will set his heart aflame and stir his soul. � Allah ! Habilite le c�ur des Musulmans de ce d�sir ardent qui emballe le c�ur et qui violente l'�me. Phir Wadi-e-Faran Ke Har Zarre Ko Chamka De Phir Shauq-e-Tamasha De, Phir Zauq-e-Taqaza Light up again every speck of dust in the Valley of Faran. Make us long again for beautiful sights, and create in us the urge to make demands. Ensuite fait briller chaque particule de La vall�e de Faran.  Puis donne nous la curiosit� voir et exhorte nous � te solliciter. Mehroom-e-Tamasha Ko Phir Dida-e-Beena De Dekha Hai Jo Kuch Mein Ne Auron Ko Bhi Dikhla De Give piercing vision to those deprived of sight, and show to others what I have seen. A ceux qui ne peuvent pas voir, donne leur la capacit� de voir(comprendre) Que ce que j'ai vu d'autres puissent le voir aussi.  Bhatke Hu...

Lagta Hai