Skip to main content

Funny friendship sms in urdu, funny sms jokes in urdu 2013


Here is a Collection of Funny Dosti , Friendhip sms in Urdu and Hindi, you can Read these messages on Facebook, Twitter, StumbleUpon to your Sweet Friends.

 

Funny friendship sms in Urdu, funny sms jokes in Urdu 2013

  • Aankhien Patraaha Gai Hain Tera Intezaar Krte Krte
    Tujhe Talaash Krte Krte Saansien Madham see Ho Gai Hain
    Teri Waapsi Ki umeed Krte Krta Tere Saath Jeene Ki Khawaahish Krte Krte
    Zindagi Dhalti Jaa Rhi Hay Teri Yaadon Mein Raatien Barbaad Krte Krte
    Mere Halaat Mujhe Sangsaaar Krte Krte Ab To Aaa Jaao Laut Kar Tum Zam
    Kahin Chala Hi Na Jaaye Bahot Door Ye Dewana
    Tum Say Bepanaah Pyaar Krte Krte
  • Kul jub mile the to dil mein hua Aik sound,
    Or Aaaj mile to kehte ho ur file not found,
    .
    Jo muddat se hota Aaya hay wo repeat kar doon ga,
    Tu na mili to apni zindggi Ctrl+Alt+delete kar dun ga,
    .
    Shaayad mere pyaar ko taste karna bhoul gaye,
    Dil say aisa cut kia kay paste karna bhul gaye,
    .
    Laakhon hon ge nigaah mein, kabhi mujhe bhi pick karo,
    Mere pyaar kay icon pay kabhi to double click kro..
  • Pyaaar To Aik Jhonka Hy Hawa Ka
    Dost To Aik Naam Hy Wafa Ka
    Auron Kay Liye Kuch Bhi Ho
    Humaare Liye To Dost Aik Haseeen Tohfa Hy Khuda Ka�
  • Sardar said to doctor:Poore jisam mein
    kahin bhi ungli lagaao to bohat dard hota hy,
    Doctor suggested full body X-ray
    when he checked, X-ray found fracture in *Ungli*
  • Dost Roothe To Rub Roothe
    Phir Roothe To Jag Choote
    Agar Phir Roothe To Dil Toote
    Or Aggar Phir Bhi Roothe To
    .
    Utaar Chappal Maar Saale Ko
    Jub Tak Chappl Na Toote:)
  • Khush naseeb hein Aaap, jo hum Aap ki dosti ko itni shiddat say chaatay hein.
    Warna hum wo shakhs hein.
    .
    Jo khawaab mein bhi appointment say Aatey hein
  • "'Maana ke zmaane ke laakh Aaeib hain mujh main,
    *****Saaqi*****
    .
    .

    Maggar doston ko bhool jaana ..mujhey Aaaj bhi gawaara nahi.
  • Mein kese meethi baat karun?
    Jub meethi cheez koi khai nahi.
    Ye chaand kese maamu hain?
    Jub mumy ka wo bhai nahi.
  • Some 1 Asked Me �For How Long Will you Both Be Friendz ?�
    I Remained Silent,
    as I Did not Know Which 1 Is Longer.
  • Umeeed Aisi ho jo jeeny ko majbur kare.
    Raah Aaisi ho jo chalne ko majbur kare.
    Mehak kum na ho kabhi apni dosti ki,
    Dosti Aaisi ho jo milne ko majbur kare.
  • DOST wo rakho jo sone ki tarah ho Na ke sheeshe ki trah
    kiyun ke sheesha toot ker bekhar jaata hai
    .
    Jub ke
    .
    Sone ke jitne bhi tukre ker do us ki keemat kam nai hoti.

Comments

Popular posts from this blog

Sazaa-e-husn-e-paraasti - Firaq Gorakhpuri

 Sazaa-e-husn-e-paraasti bajaa, bajaa bhi nahin Ki jurm-e-ishq butaan hai buraa, buraa bhi nahin Kisi ko kya na milaa zindagi mein waa-e-naseeb Humaare haath bas ik dil rahaa, rahaa bhi nahin Udhar qadam bhi uthaanye de bad-dimaagi-e-ishq Hum aison par dar-e-Jannat khulaa, khulaa bhi nahin Nazar farebi-e-tahreer le udi mujhko Sirey se naama-e-jaanan padha, padha bhi nahin Tamaam shokhi-e-raftaar teri raahguzar Qadam ka naksh kuchh aisa utha, utha bhi nahin Wo jaise hai hi nahin is adaa se saamne hai Agar kahoon ki mujhse khafa, khafa bhi nahin Hum usko dekh ke bhi aah kis tarah dekhein Nazaara-e-rukh-e-jaanan hua, hua bhi nahin Nigaah-e-naaz se sun ke dil udaas hua Agar kahein ke kuchh usne kahaa, kahaa bhi nahin Jamaan-maqaan ka ye parda hijaab-e-aqbar hai Hazaar baar ye parda utha, utha bhi nahin Bas ik nigaah ki parchhiyaan baqaa-o-fanaa Baqaa, Baqaa bhi nahin hai, fanaa, fanaa bhi nahin Jisye muaamla-e-husn-o-ishq kahte hain Hazaar baar ye jhagda chukaa, chukaa bhi nahin Wo aan...

(Bang-e-Dra-126) Traduction Fran�aise: Pri�re

Dua Prayer Pri�re Ya Rab! Dil-e-Muslim Ko Woh Zinda Tamana De Jo Qalb Ko Garma De, Jo Rooh Ko Tarpa De Lord, fill the Muslim�s heart with a desire so fervent That it will set his heart aflame and stir his soul. � Allah ! Habilite le c�ur des Musulmans de ce d�sir ardent qui emballe le c�ur et qui violente l'�me. Phir Wadi-e-Faran Ke Har Zarre Ko Chamka De Phir Shauq-e-Tamasha De, Phir Zauq-e-Taqaza Light up again every speck of dust in the Valley of Faran. Make us long again for beautiful sights, and create in us the urge to make demands. Ensuite fait briller chaque particule de La vall�e de Faran.  Puis donne nous la curiosit� voir et exhorte nous � te solliciter. Mehroom-e-Tamasha Ko Phir Dida-e-Beena De Dekha Hai Jo Kuch Mein Ne Auron Ko Bhi Dikhla De Give piercing vision to those deprived of sight, and show to others what I have seen. A ceux qui ne peuvent pas voir, donne leur la capacit� de voir(comprendre) Que ce que j'ai vu d'autres puissent le voir aussi.  Bhatke Hu...

Lagta Hai