Skip to main content

Birthday hindi messages

Birthday hindi messages

Phool khilte rahain Jindagi ki raah main,
Hassi chamakti rahe Aaap ki nigaah main,
Kadam kadam per mile khushi ki bahaar Aaap ko,
Dil daita hai yehi dua baar-baar Aaap ko.

- - - ->

"motiyaan, bela, phool, kaliyaan,
dekho yarao shaad hain na,
Aaj tumhaari salgirah hai,
dekhoo ham ko yaad hai na!"

- - - ->

Dua hy Ki Kamyaabi kay her sikhar pay Aaap ka naam hoga,
Aaap ke her kadam per duniya ka salaam hoga,
Himat say mushkilon ka samana karna hamaari dua hy ki waqt
bhi ek din Aaap ka ghulaam hoga.
Happy Birthday
(kamyaabi Aap ke kaddam choome)

- - - ->

pyaar Say Aaakhir Kis ko Kiyaa Milaa Hai.
Kisi Ko Aaansoon Kisi Ko Kaffan Milaa Hai.
isi ko pyaar kehte hai

- - - ->

Teri birthday per
(�DUAA�)
Kabhi wo subha na Aaaye jo tujhy raas na ho,
Khuda kare ke tera dil kabhi udaas na ho
Teri duaoon per barse kabooliyat
ki barish,
Jo bujh na paye Aisi koi piyaas na ho,
Kabhi wo khawaab na dekhein teri Aaankhein,
Jis ke jisam per tabeer ka libaas na ho,
(Ameen)

Comments

Popular posts from this blog

Sazaa-e-husn-e-paraasti - Firaq Gorakhpuri

 Sazaa-e-husn-e-paraasti bajaa, bajaa bhi nahin Ki jurm-e-ishq butaan hai buraa, buraa bhi nahin Kisi ko kya na milaa zindagi mein waa-e-naseeb Humaare haath bas ik dil rahaa, rahaa bhi nahin Udhar qadam bhi uthaanye de bad-dimaagi-e-ishq Hum aison par dar-e-Jannat khulaa, khulaa bhi nahin Nazar farebi-e-tahreer le udi mujhko Sirey se naama-e-jaanan padha, padha bhi nahin Tamaam shokhi-e-raftaar teri raahguzar Qadam ka naksh kuchh aisa utha, utha bhi nahin Wo jaise hai hi nahin is adaa se saamne hai Agar kahoon ki mujhse khafa, khafa bhi nahin Hum usko dekh ke bhi aah kis tarah dekhein Nazaara-e-rukh-e-jaanan hua, hua bhi nahin Nigaah-e-naaz se sun ke dil udaas hua Agar kahein ke kuchh usne kahaa, kahaa bhi nahin Jamaan-maqaan ka ye parda hijaab-e-aqbar hai Hazaar baar ye parda utha, utha bhi nahin Bas ik nigaah ki parchhiyaan baqaa-o-fanaa Baqaa, Baqaa bhi nahin hai, fanaa, fanaa bhi nahin Jisye muaamla-e-husn-o-ishq kahte hain Hazaar baar ye jhagda chukaa, chukaa bhi nahin Wo aan...

(Bang-e-Dra-126) Traduction Fran�aise: Pri�re

Dua Prayer Pri�re Ya Rab! Dil-e-Muslim Ko Woh Zinda Tamana De Jo Qalb Ko Garma De, Jo Rooh Ko Tarpa De Lord, fill the Muslim�s heart with a desire so fervent That it will set his heart aflame and stir his soul. � Allah ! Habilite le c�ur des Musulmans de ce d�sir ardent qui emballe le c�ur et qui violente l'�me. Phir Wadi-e-Faran Ke Har Zarre Ko Chamka De Phir Shauq-e-Tamasha De, Phir Zauq-e-Taqaza Light up again every speck of dust in the Valley of Faran. Make us long again for beautiful sights, and create in us the urge to make demands. Ensuite fait briller chaque particule de La vall�e de Faran.  Puis donne nous la curiosit� voir et exhorte nous � te solliciter. Mehroom-e-Tamasha Ko Phir Dida-e-Beena De Dekha Hai Jo Kuch Mein Ne Auron Ko Bhi Dikhla De Give piercing vision to those deprived of sight, and show to others what I have seen. A ceux qui ne peuvent pas voir, donne leur la capacit� de voir(comprendre) Que ce que j'ai vu d'autres puissent le voir aussi.  Bhatke Hu...

Lagta Hai