Skip to main content

Sms love messages hindi

Sms love messages hindi

1 Muskaan To Mujhe aik Bar De De.
Khawaab Mein Hi Sahi aik Deedaar De De.
Bus aik Baar Karle Tu Aane Ka wada.
Fhir chaahe Umar bhar Ka Intezaar De De..


- - - ->

Is dil ki her dhadkan ka ehssaas ho tum.
Tum kiya jaano hamaare liye kitne khaaas ho tum.
juda ho ke tum ne hamein mot se bhi badtar sazaa di hai,
Phir bhi is tadapte dil ne tumhe khush rehne ki dua'aen di hain.

- - - ->

Pyaar to zindagi ka afsaana hai.
Is ka apna hi ik taraana he.
Pata he sub ko milen ge sirf Aaansu.
Phir bhi na jaane kiyon her koi iska deewana he..

- - - ->

AJ ka "Dinner" Pyaar ki roti,
Chaaht ki sabji,Sneh ka rayitta,
wishwaas ki salaad,Friendship ki sweet dish 4 you
ur bill-1 SMS,My tip-ur sweeet smile.

Comments

Popular posts from this blog

Hindi funny sms messages

Wo bewafa hy to mat bura kaho usay . Wah wah wah . Wo bewafa hy to mat bura kaho usay . . . . . Kisi aur say pyaar karlo dafa kro usay \(",) |> / \ miti paao jiii! - - - -> Insaan ko Bemaar kar Daine waali Cheezo mein sy aik cheez "APN0 KI JUDAAI HaY" . . . So Please Roz Aik 2 message kar dia kro" (' , ')> /) ( / /Kal V halka Jiya Bukhaar hogya c. - - - -> Girl: Which Laptop do you have..? ? ? ? Boy : I have a HP G-62 with Intel core i3 processor 3.o Ghz, Windows 7, 32 bit.. 1 Gb RAM & Intel 1 Gb graphics Card.. & Which laptop do you have..? ? ? Girl: Pink colour ka.. :P hahahahahahahahaha - - - -> Kese Mumkin Tha Kisi aur Dawa Sy Ilaaaj-e-Ishq �? . "Ae Galib"! . Ishq Ka Rog Tha . . . .. MAAN ki Chappal sy hi Aaraam Aay...

TUM (Urdu Poetry)

TUM (Urdu Poetry) ...