Skip to main content

Hindi messages of love

Hindi messages of love

Tujh se bahot pyaaar karte hain,
Tera her pal intejaar karte hain,
Jahaan main Jis ki na koi missaal he,
Tu gulaabon main ik khaas gulaab he...

- - - ->

pyaar ke deep jalaane wale,
kuch kuch pagal hote hain,
apni jaan se jaane wale
kuch kuch pagal hote hain
hijjar ke gehre zakham mile
to muj ko ye ihssas hua
pagal ko samjaane wale
kuch kuch pagal hote hain
us ke ishq main bheeg ke jaanam
hum ko ye ihsas hua
dil ki baat main Aane wale
kuch kuch pagal hote hain.

- - - ->


Muskaan Aaap ke honton se kahin jaaye na,
Aansoo Aaap ki palkon pay kabhi Aaye na,
Poora ho Aaap ka her khaawab,
Aur jo poora na ho wo khaawab kabhi Aaye na.

Comments

Popular posts from this blog

Hindi funny sms messages

Wo bewafa hy to mat bura kaho usay . Wah wah wah . Wo bewafa hy to mat bura kaho usay . . . . . Kisi aur say pyaar karlo dafa kro usay \(",) |> / \ miti paao jiii! - - - -> Insaan ko Bemaar kar Daine waali Cheezo mein sy aik cheez "APN0 KI JUDAAI HaY" . . . So Please Roz Aik 2 message kar dia kro" (' , ')> /) ( / /Kal V halka Jiya Bukhaar hogya c. - - - -> Girl: Which Laptop do you have..? ? ? ? Boy : I have a HP G-62 with Intel core i3 processor 3.o Ghz, Windows 7, 32 bit.. 1 Gb RAM & Intel 1 Gb graphics Card.. & Which laptop do you have..? ? ? Girl: Pink colour ka.. :P hahahahahahahahaha - - - -> Kese Mumkin Tha Kisi aur Dawa Sy Ilaaaj-e-Ishq �? . "Ae Galib"! . Ishq Ka Rog Tha . . . .. MAAN ki Chappal sy hi Aaraam Aay...

TUM (Urdu Poetry)

TUM (Urdu Poetry) ...