Skip to main content

Aah ko dard chaahiye, naghme ko saaz chaahiye - Hazrat Shah Muhammad Taqi �Raaz� Niyazi R.A.



Aah ko dard chaahiye, naghme ko saaz chaahiye
Raaz ka maajra hai ye Raaz ko Raaz chaahiye

Hijr ki lazzaton mein gum hai saari kaaynaat
Mujhko to har sahar ke baad shaam-e-daraaz chaahiye

Kya merey zauq-e-bandagi, chaahiye koi aastaan
Kya meri aarzoo-e-deed jalwa taraaz chaahiye

Zauq-e-sujood kya karey,Naat-o-Durood kya karey
Maarfat-e-Habeeb ko qalb-e-gudaaz chaahiye

Yaani ke ho niyaaz-e-ishq, naghma-e-soz-o-saaz-e-ishq
Jo ho kisi ka raaz-e-ishq, �Raaz� wo raaz chaahiye !!!!!

~ Az Hazrat 'Imam-us-Salekeen' Shah Muhammad Taqi urf Aziz Miyan �Raaz� Niyazi R.A.

Comments

Popular posts from this blog

Hindi funny sms messages

Wo bewafa hy to mat bura kaho usay . Wah wah wah . Wo bewafa hy to mat bura kaho usay . . . . . Kisi aur say pyaar karlo dafa kro usay \(",) |> / \ miti paao jiii! - - - -> Insaan ko Bemaar kar Daine waali Cheezo mein sy aik cheez "APN0 KI JUDAAI HaY" . . . So Please Roz Aik 2 message kar dia kro" (' , ')> /) ( / /Kal V halka Jiya Bukhaar hogya c. - - - -> Girl: Which Laptop do you have..? ? ? ? Boy : I have a HP G-62 with Intel core i3 processor 3.o Ghz, Windows 7, 32 bit.. 1 Gb RAM & Intel 1 Gb graphics Card.. & Which laptop do you have..? ? ? Girl: Pink colour ka.. :P hahahahahahahahaha - - - -> Kese Mumkin Tha Kisi aur Dawa Sy Ilaaaj-e-Ishq �? . "Ae Galib"! . Ishq Ka Rog Tha . . . .. MAAN ki Chappal sy hi Aaraam Aay...

TUM (Urdu Poetry)

TUM (Urdu Poetry) ...