Skip to main content

Posts

Showing posts from February, 2013

Good night shayari in hindi

Chandani raat main sone say pehle, Khawabon ki dunya main khone say pahle, Main ne socha tumhe yaad dila doon, Main ne socha tumhe ehsaas dila dun. Susu karke sona tha ki Aaap ki bed geeli na ho jaye. Good Night Sweet Dream!� - - - -> Khoob surat Aaankhein tairi raat ko jaagna chor day, khud ba khud neend Aaa jaye gi too mujhe sochna choor de. Good Night� Sweet Dream - - - -> Wo Keh Gaye Hum say Ke Ab Wo Hamein Sapno Mein Hi Milne Aaen ge, Koi Jaa Ker Keh De Unhe Ki Wo Aane Ka Waada To Kare, Hum Hamesha Ke Liye Soo Jaen ge�

Lovely good night sms in hindi

So jao, So jaao bina message kiye hi so jao, sapne mein BHOOT Aaayen ge or Aaap ko yaad dilayen ge, Ke Aaap ne Aaaj poore din muje yaad nahi kiya. Koi baat nahi� �BHOOT NIGHT - - - -> Aaap hamaare sub se ACCHE Dost hein.... Yeh DIL say Kehte hein hum..... Isi liye Aaap ko roz Yaad karte hain ham... Baki kuch kahein ya naa kahein.... Roz RAAT ko AaaP ko Good NighT kehte hein HUM. - - - -> Dosti agar buri ho, to use hone mut do, Ho gayi to usay khone mut do, Aur aggar dost ho sub se pyaara to use sone mat do, Jagte raho� Good Night

Good night in hindi 140 words

Pyaare Se Dost Ko Salam Hamaara Din Kesa Raha Yeh Sawaal Hamara Kal Phr Sms Bhejen ge Ye Wada Hamaara Per Abhi Good Night Ka Pyaara Sa Pegham Hamara. %"Sweet Dreem"% Good Night - - - -> Hum ne un say poocha- Ae dost SAPNA kiya hota he??? Us ne hum se kaha- Abe pahle apni grammer theek ker. Q ke SAPNA hota nai. SAPNA hoti he.;-) Good Nigth Sweet Sapna. - - - -> Thakanpur say fresh naggar Jane wali nindiya express, Bedform pay khadi he, Yatri kripaya apne haseen sapano, Ko sath le ke sawaar ho jaye. Good night & good sweet dreams.

Short good night sms in hindi

Kitne khush naseeb hein hum jo hamein sapne laine ke liye ye pyaari c raat mili yeh chaand, ye tare milay or sapnon ki saughaat mili. Is pyaari c raat ko yu hi jaaag ke na gawan dena. Kiya pata sapne laine ke liye ye raatein kitne Palon baaad milein. So don't waste ur time. & go to bed, good night & Have good sweet dreams - - - -> eX�cuse me, Agar Aap abhi soye nai ho aur message perh rahe ho to �Good Night� Aur agar Aaap so gaye ho aur sms subah parho gay to phir �Good Morning� - - - -> Chamkte chaand ko neend Aane lagi, Aap ki kushi say duniya jagmagaane lagi, Dekh ke Aaap ko her kali gungunane lagi, Ab to phenkte pheknte mujhe bhi neend Aane lagi, Good night Sweet Dream

Romantic good night sms for girlfriend in hindi

Tanha jub dil hoga, Aaap ko Aaawaz diya karen ge. Raat main sitaron se Aaap ka jikr kiya karen ge. Aap Aaaye ya na Aaaye hamaare khawabon mein, Hum bus Aaap ka intezaar kiya karen ge. Khawaab dekhne ke liye ab so jayen ge. Good Night Sweet Dream. - - - -> DUNIA mein reh ke sapnon mein kho jao, KISI KO apna bana lo Yaa kisi kay ho jao, AGGAR kuch bhi nahi hota to DON�T WORRY, chaadar takiya lo or so jao. Good Night. Have a Beaituful Dream. - - - -> Andheri sadak, Sunsaan qabristan,, Sooni haweli, Kala Aaasman, Raat ho gai ab soja Bhoot..... Good Ni8 Sweet Dream. :)

Good morning wishes for lover

Every sunset gives us 1 day less to live! But every sunrise give us 1 day more to hope! So hope for the best Wishes. Good Day and Good wishes! & Good Morning. - - - -> Attention please! All the passengers who`re going in the sweet dreams r requested to open their eyes. We have landed safely in a lovely day.... GOOD MORNING With Best Wishes...... - - - -> �Morning is fantastic. Its only move back is that it comes at such an inopportune time of day.� Good Morning Have a Nice Day.

Good morning message to my love one

Eyes r not meant for tears & Heart is not meant for fearfulness, Never get trouble but always cheer.. as u are the one who can make people smile for years. ~ Good morning Have a Cool Cool Day ~ - - - -> When you start ur day Keep three words in your pocket (i)-Try (ii)True (iii)Trust (i)TRY 4 better future (ii)TRUE whit ur work (iii)TRUST on Allah then you will success in your life "Good Morng Sweet Heart." - - - -> �The morning always has a way of creeping up on me & glancing in my bedroom windows. The sunrise is such a pervert.�

Good morning greetings to my love

�Morning is an important time of day in the life, as how u spend ur morning,, can often tell u what kind of day you r going to have.� - - - -> Good morning my Sweet friend It�s a new day I hope things get improve For this I did pray May all of ur troubles Be out on their way On this bright morning That starts this new day - - - -> Morning Wishes does not only mean saying good morning. It has a silent messages saying. I remember u, when I awaken. Have a nice day. Good Morning Sweet Friends.

Some Nice Words "Quotes Card" (English Poetry)

Some Nice Words "Quotes Card" (English Poetry) Click On Image For Large Size View Click On Image For Large Size View

Dair-o-haram hai gard-e-raah - �Firaq� Gorakhpuri

Aah wo manzil-e-muraad, door bhi hai qareeb bhi Der hui ki kaafiley uski taraf rawaan nahin Dair-o-haram hai gard-e-raah, naksh-e-qadam hai mehr-o-maah In mein koi bhi ishq ki manzil-e-kaarwaan nahin ~ �Firaq� Gorakhpuri

Jo hain aashna sir�re asraar ke - Hazrat Shah Niyaz Ahmed R.A.

Jo hain aashna sir�re asraar ke  Wo hain yaar har yaar-o-aghyaar ke  Andhera ujaala, nihaan aur ayaan Ye jalwe hain sab jalwa-e-yaar ke Bahaar-o-khizaan hum pe hai eksaan Kabhi yaar-e-ghul hain kabhi khaar ke Idhar ki nahin jaante rasm-o-raah Miyan hum to baashinda hain paar ke  Kahaan se kahaan le ke panhucha ye dil Malaayak jahaan se rahye haar ke Nahin Qais-o-Farhaad sa main �Niyaz� Ke hon gard-e-sahra�o-kohsaar ke  ~ Hazrat Shah Niyaz Ahmed R.A.

Tumhari beniyazi ka tamaasha hum bhi dekhenge - Hazrat Shah Muhammad Taqi 'Raaz' Niyazi

Tumhari beniyazi ka tamaasha hum bhi dekhenge, Ye aalam kis tarah hota hai ruswa hum bhi dekhenge; Kisi din to tumhare aastane se karam hoga, Kisi din to kamaal-e-zauq-e-sajda hum bhi dekhenge; Shakista paa hain lekin badh rahe hain jaanib-e-manzil, Kisi surat to ummeedon ka sahaara hum bhi dekhenge; Azal ke din jo dikhlaaya tha terey lutf-e-paiham ne, Wahi naqsha wahi jalwa khudaara hum bhi dekhenge; Zaraa aye �Raaz� uthne do nigaahe banda-parwar ko Khud apne raaz ko aalam mein afshaan hum bhi dekheinge  ~ Az Hazrat Imam-us-Salekeen Shah Muhammad Taqi �Raaz� Niyazi R.A.

Aah ko dard chaahiye, naghme ko saaz chaahiye - Hazrat Shah Muhammad Taqi �Raaz� Niyazi R.A.

Aah ko dard chaahiye, naghme ko saaz chaahiye Raaz ka maajra hai ye Raaz ko Raaz chaahiye Hijr ki lazzaton mein gum hai saari kaaynaat Mujhko to har sahar ke baad shaam-e-daraaz chaahiye Kya merey zauq-e-bandagi, chaahiye koi aastaan Kya meri aarzoo-e-deed jalwa taraaz chaahiye Zauq-e-sujood kya karey,Naat-o-Durood kya karey Maarfat-e-Habeeb ko qalb-e-gudaaz chaahiye Yaani ke ho niyaaz-e-ishq, naghma-e-soz-o-saaz-e-ishq Jo ho kisi ka raaz-e-ishq, �Raaz� wo raaz chaahiye !!!!! ~ Az Hazrat 'Imam-us-Salekeen' Shah Muhammad Taqi urf Aziz Miyan �Raaz� Niyazi R.A.

Faqeeri jis ne ki goya ke us ne baadshahi ki - Khwaja haider Ali 'Aatish'

Faqeeri jis ne ki goya ke us ne baadshahi ki Jise zill-e-huma kahte hain, darveshon ka kambal hain ~ Khwaja haider Ali 'Aatish'  (He who opts for the beggar's life, enjoys kingly state, The blanket of a beggar is the fabled phoenix shade)

'Asghar' hareem-e-ishq mein hasti hi jurm hai - Asghar Gondvi

'Asghar' hareem-e-ishq mein hasti hi jurm hai Rakhna kabhi na paaon yahaan sar liye huye ~ Asghar Gondvi

Jaanega baad-e-marg - Mir Taqi Mir

Maujein kare hai ab to bahr-e-jahaan mein tu Jaanega baad-e-marg ke aalam hubaab tha ~ Mir Taqi 'Mir' You now delight to swim and sport in the sea of life That life is a water bubble you will at last realize

Soch kar jurm-e-muhabbat ki sazaa do hum ko - Ehsan Danish

Na siyo honth, na khwabon mein sadaa do hum ko Maslehat ka ye takaaza hai, bhula do hum ko Hum hakeekat hain to tasleem na karne ka sabab Haan agar harf-e-ghalat hain to mita do hum ko Shorish-e-ishq mein, husn baraabar hai shareek Soch kar jurm-e-muhabbat ki sazaa do hum ko Maqsad-e-jeest gham-e-ishq sahra ho ke shaher Baith jaaeinge jahaan chaaho bitha do hum ko ~ Ehsan Danish

Mujh ko dil, main dil ko samjhaata raha - 'Josh' Malsiyani

Bahas mein donon ko lutf aata rahaa, Mujh ko dil, main dil ko samjhaata raha ~ 'Josh' Malsiyani

Talab-e-aashiq-e-saadiq mein asar hota hai - Azaad Ansari

Talab-e-aashiq-e-saadiq mein asar hota hai Go zara der mein hota hai, magar hota hai ~ Azaad Ansari The prayer of a lover true always carries weight It surely bears fruit, though may be delayed 

Duniya bhula chukaa hoon tumhare khayaal mein - Hazrat Behzad Lakhnawi

Ab hai khushi khusi mein na gham hai malaal mein Duniya se kho gaya hoon tumhaare khayaal mein Mujh ko na apna hosh na suniya ka hosh hai Nast ho ke baitha hoon tumhare khayaal mein Taron se pooch lo meri rudaad-e-zindagi Raton ko jaagta hoon tumhaare khayaal mein Duniya ko ilm kya hai jamaane ko kya khabar Duniya bhula chukaa hoon tumhare khayaal mein Duniya khadi hai muntazir-e-nagma-e-alam �Behzad� chup khade hain kisi ke khayal mein ~ Hazrat Behzad Lakhnawi

How to Read Rumi - The GPS of Divine Secrets

                  Professor Omid Safi How to Read Rumi - The GPS of Divine Secrets A Lecture by:  Prof. Omid Safi Duration: 71 Minutes Courtesy of: Rumi Forum " Rumi's poetry is widely considered one of the great masterpieces of Islamic literatures, and Rumi is now the best-selling poet in America. This talk will serve as a deep introduction to Rumi's masterpiece, by taking the audience inside the main teachings and structure of the Masnavi. No background or language is necessary." Dr. Omid Safi -How to Read Rumi - The GPS of Divine Secrets

Har ek katre mein dariya-e-maarifat hai rawaan ~ Jigar Moradabadi

Har ek katre mein dariya-e-maarifat hai rawaan Magar naseeb ho kyun kar ke pyaas hi kam hai ~ Jigar Moradabadi ( In every drop of water a mystic river is flowing But how can we avail of it, we are not thirsty )

Naaz jis pe karein sajde wo jabeen paida kar ~ Jigar Moradabadi

Bandagi yun to hai insaan ki fitrat lekin Naaz jis pe karein sajde wo jabeen paida kar ~ Jigar Moradabadi

Na koi ghair na koi raqeeb lagta hai - Mirza Rafi Sauda

Hudood-e-zaat se baahar nikal ke dekh zara, Na koi ghair, na koi raqeeb lagta hai....!!!! ~ Mirza Rafi Sauda

Aankhein jo hon - Mir Taqi Mir

Aankhein jo hon to ain hai maqsood har jagah Bil-zaat hai jahaan mein wo maujood har jagah ~ Mir Taqi 'Mir' Translation: The real is visible in everywhere, provided it is seen with the inner eyes, He exists in this world as the essence of all the things.