Skip to main content

Matti pe tarpata raha ghraeeb ka laasha


Matti pe tarpata raha ghraeeb ka laasha

Aur Meh ve tamasha khari rangers rahi sari


Lagta hay k wo majma e islam nahi tha

Majmay main khara koi muslaman nahi tha

Mujrim he sahi sahib e Emaan tha aakhir

Kafir bhi ho to phir bhi wo insan tha aakhir

Arsh e Bareen larza hay koi shor bapa hay

Maula ki adalat main kisi Maa ki sada hay

Ro r ka falak kehta raha Ehl e Zameen ko

Ye zulam gawara nahi yasrab k Ameen ko

Kis simat se aata hua Maula ka qehar ho

Kaya ilm k kis haal main esshab ki sehar ho

Comments

Popular posts from this blog

Hindi funny sms messages

Wo bewafa hy to mat bura kaho usay . Wah wah wah . Wo bewafa hy to mat bura kaho usay . . . . . Kisi aur say pyaar karlo dafa kro usay \(",) |> / \ miti paao jiii! - - - -> Insaan ko Bemaar kar Daine waali Cheezo mein sy aik cheez "APN0 KI JUDAAI HaY" . . . So Please Roz Aik 2 message kar dia kro" (' , ')> /) ( / /Kal V halka Jiya Bukhaar hogya c. - - - -> Girl: Which Laptop do you have..? ? ? ? Boy : I have a HP G-62 with Intel core i3 processor 3.o Ghz, Windows 7, 32 bit.. 1 Gb RAM & Intel 1 Gb graphics Card.. & Which laptop do you have..? ? ? Girl: Pink colour ka.. :P hahahahahahahahaha - - - -> Kese Mumkin Tha Kisi aur Dawa Sy Ilaaaj-e-Ishq �? . "Ae Galib"! . Ishq Ka Rog Tha . . . .. MAAN ki Chappal sy hi Aaraam Aay...

TUM (Urdu Poetry)

TUM (Urdu Poetry) ...